Junoon Lyrics

Junoon - Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama) Lyrics

Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama) Lyrics by Junoon has 122 views.
Below you can play Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama) video, browse another Junoon lyrics.

Rate: 1 2 3 4 50 Votes
Junoon Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama) Lyrics

Get “Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama)” Ringtone
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (x2)

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey

Jigar say wohi teer phir par kar
Tamanna ko seenon main bedar kar (x2)

Jawanon ko sozi jigar bakhsh de
Mera ishq meri nazar bakhsh de

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar

Junoon Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama) found on http://batlyrics.com/zamaney_ke_andaaz(saqi_nama)-lyrics-junoon.html

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey

Pila de mujhe woh may pardah soz
Keh aati nahin fasl-e-gul roz roz (x2)

Woh may jis say roshan hai zameer-i-hayaat
Woh may jis say hai mastee-e-kainaat
mastee-e-kainaat

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (x2)

Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar

Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (fade till end)

See theese lyrics in:
English
Embed code

Junoon Top 10 Lyrics

Subscribe to Junoon RSS and get new Junoon lyrics as soon as song released!

Before we do this, who are you?

or